Ads

Wednesday, 30 January 2019

Maa Jaisi Jaha Me Koi Murat Na Milegi Lyrics

Maa Jaisi Jaha Me Koi Murat Na Milegi
Maa Jaisi Jaha Me Koi Murat Na Milegi
Mamta Se Bhari Piyar Ki Murat Na Milegi

Maa Jaisi Jaha Me Koi Murat Na Milegi

Ke Maa Jisse Ho Raji To Navi Usse Hai Raji
Ke Maa Jisse Ho Raji To Navi Usse Hai Raji
Maa Jisse Se Khafa Ho  To Ussey Jannat Na Milegi
Maa Jisse Se Khafa Ho
Maa Jisse Se Khafa Ho To Ussey Jannat Na Milegi

Maa Jaisi Jaha Me Koi Murat Na Milegi

Jo Maa Ko Satayega Jahannam Me Jalega
Jo Maa Ko Satayega Jahannam Me Jalega
Jahannam Me Jalega
Tauba Ussey Karne Ki Bhi
Tauba Ussey Karne Ki Bhi Mohlat Na Milegi

Har cheej  To Bazar Me Miljayegi Lekin
Har cheej  To Bazar Me Miljayegi Lekin
Miljayegi Lekin
Maa Baap Se Behtar Kahi Nehmat Na Milegi
Maa Baap Se Behtar Kahi Nehmat Na Milegi

Maa Jaisi Jaha Me Koi Murat Na Milegi

Aachal Ko Udha Kr Jo  Dua Maa Kabhi Karde
Aachal Ko Udha Kr Jo  Dua Maa Kabhi Karde
Dunya Ho Ya Ukwa Kahi Jillat Na Milegi
Dunya Ho Ya Ukwa Kahi Jillat Na Milegi

Maa Jaisi Jaha Me Koi Murat Na Milegi
Mamta Se Bhari Piyar Ki Murat Na Milegi


Tuesday, 8 November 2016

YAAD E GARIB NAWAZ CONFERENCE SHISHGARH BAREILLY

TAKREER

MOLANA GULAM RASOOL BALYAVI
DOWNLOAD

MOULANA RAEES AHMAD SAHAB
DOWNLOAD

MOULANA ISHTIYAQUL QADRI SAHAB
DOWNLOAD

MOHAMMAD SHARIF RAZA
DOWNLOAD


NAATS


1.MUBARAK HUSSAIN MUBARAK

2.MUBARAK HUSSAIN MUBARAK
DOWNLOAD

3.MUBARAK HUSSAIN MUBARAK
DOWNLOAD

4.MUBARAK HUSSAIN MUBARAK
DOWNLOAD

5.MUBARAK HUSSAIN MUBARAK
DOWNLOAD

6.HAFIZ MUZEEB
DOWNLOAD

7.AFAAQ HAIDER
DOWNLOAD

8.ISLAM BARKATI
DOWNLOAD


NIZAMAT

HASAN RAZA AKHTAR
DOWNLOAD
DUA


DUA

Monday, 30 May 2016

26-may-2016 DOWNLOAD PROGRAM JASHNE SABE BARAAT OR MOASRA CONFERENCE THIRIYA NIZAWAT KHAN



ALAHAZRAT KA YE MISHRA GUN GUNATE JAINGE.mp3 
NAATS BY: (NASEEM BARKATI)
DOWNLOAD


DIL KO UNSE KHUDA JUDA NA KARE.mp3
NAATS BY: (NADEEM RAZA FAIZI)
DOWNLOAD
ISHQ E SARKAR.mp3
NAATS BY: (SHEHZAAD ALAM)

DOWNLOAD
SALMAN HABEEBI.mp3

DOWNLOAD

TAKREER MUFTI MASEHUDDIN SAHAB.mp3

DOWNLOAD
TAKREER SAYYAD QAMRUL HASAN.mp3


DOWNLOAD
TAUSEEF NOORANI NIZAMAT THIRIYA NIZAWAT KHAN.mp3

DOWNLOAD

Wednesday, 30 March 2016

Uthado Pardah Dikhaado Chehra Ke Noore Baari Hijab Me He (Lyrics By Aalahazrat)





Uthado Pardah Dikhaado Chehra Ke Noore Baari Hijab Me He

Zamaana Taareekh Ho Rahaa Hai Ke Mehr Kab Se Naqaab Me He

Nahi Wo Meethi Nigaahe Waala Khuda Ki Rahmath He Jalwa
Farma Ghazab Se Unke Khuda Bachaaye Jalaale Baari Itaab Me He


Jali Jali Boo Se Uski Paidaa na Sauzishe Ishqe Chashm Waala
Kabaabe Aahoo Me Bhi Na Paaya Mazaa Jo Dil Ke Kabaab Me He

Unhi Ki Boo Ma Ya’e Saman He Unhi Ka Jalwa Chaman Chaman
He Unhi Se Gulshan Mahak Rahe He Unhi Ki Rangat Ghulab Me He


Khare He Munkar Nakir Sar Par Na Koyi Haami Na Koyi Yaawar
Bataado Aakar Mere Payambar Ke Sakht Mushkil Jawab Me He


Khuda-E Qah’haar He Ghazab Par Khule He Badkaariyo Ke Daftar
Bachaalo Aakar Shafi-E Mehshar Tumhara Banda Azaab Me He


Kareem Aisa Mila Ke Jiske Khule He Haath Aur Bhare Khazaane
Bata’o Ae Mufliso Ke Phir Kyoo Tumhara Dil Iztaraab Mein He


Kareem Apne Karam Ka Sadqa La’eem Be qadr Ko Na Sharma
Tu Aur Raza Se Hisaab Lena Raza Bhi Koyee Hisaab Me He.

Tuesday, 29 March 2016

Khwaja E Hind Wo Darbaar Hai Aala Tera


Khwaja E Hind Wo Darbaar Hai Aala Tera
Kabhi Mehroom Nahi Maangne Waala Tera

Khuftgane Shabe Ghaflat Ko Jaga Deta Hai
Saalhasaal Wo Raato Ka Na Sona Tera

Hai Teri Zaat Ajab Bahre Haqeeqat Pyare
Kisi Tairaak Ne Paaya Na Kinara Tera

Gulshan E Hind Se Shadaab Kaleje Thande
Wah Ay Abre Karam Zor Barasna Tera

Kya Mahak Hai Ki Mu'attar Hai Dimaag E Aalam
Takhta E Gulshan E Firdaus Hai Rouza Tera

Tujhme Hai Tarbiyate Khizr Ke Paida Aasaar
Bahro Bar Me Hume Milta Hai Sahara Tera

Zille Haq Ghous Pe Hai Ghous Ka Saaya Tujh Par
Saaya Gustar Sare Khuddam Pe Saaya Tera

Tujhko Baghdad Se Haasil Hui Wo Shaan E Rafe'a
Dang Rah Jaate Hai Sab Dekh Ke Rutba Tera

Kyo Na Baghdad Me Jaari Ho Tera Chashma E Faiz
Bahre Baghdad Hi Ki Nahar Hai Dariya Tera

Jabse Tune Qadme Ghous Liya Hai Sarr Par
Awliyah Sar Pe Qadam Lete Hai Shaha Tera

Muhiyyudi(n) Ghous Hai Aur Khwaja Mueenuddi(n) Hai
Ay Hasan Kyu Na Ho Mehfooz Aqeeda Tera